السلام علیکم ورحمة اللہ حضرت یہ بتادیں کہ چوڑیاں پہننا امی جان عائشہ رضی اللہ عنہا کی سنت ہے یا نہیں ؟ یہ بھی بتادیں کہ کون کون سا زیور امی جان عائشہ رضی اللہ عنہا یا فاطمہ رضی اللہ عنہا یا کسی اور صحابیہ کی سنت ہے؟ یاصرف امی جان عائشہ رضی اللہ عنہا کی سنت بتادیں۔ جزاك اللّٰه خيرًا?
تفصیل/مزیدمعلومات
Mere ladke ka naam MEER hai, birthdate 03/09/2018 hai. mere husband ke grandfather ka naam MIRASAHEB tha, wo deendar the isiliye humne ladke ka naam MEER chuna. wo bahot ziddi hai, kya MEER naam rkhana sahi hai? maine suna hai naam ke asrat hote hai? please help Jazakallahukhair?
Which country is called islamic country? Where Muslims are in majority or where muslim government is present? At the moment, there is hardly a country where islamic rules or government is established then how we will say that it is islmaic country? Even Crimes and sin ratio is less in non islamic country, then whta is the criteria??
read more
Assalamualaikum warahmatullahi wabaraktuhu Can a woman wear coloured lenses??
Mujhy apni Pregnancy my skin ka masla bna tha or osi duran hair removal cream use krnay say rashes ho gay or cream ka istimal kafi takleef dah ho gaya to tab husband nay kisi mufti sahib say poch k kaha kh razor use kia ja sakta h, ab poshna ye h kh os k baad say my musasil(3 years) say razor ya shaver use kr rai hn darmiyan my ek do dafa cream use krnay ki koshish ki thi laykin os say takleef hoti h, itni shadeed to nai kh baas bardasht say baher ho, lykin dis din safai ki jay wo sara din takleef rehti h, or qaza e hajat k waqt urine skin par lagnay say jaln hoti h, Kia aysi sorat e hal my razor ka istimal jari rakha ja skta h? Or ye makrooh k hukam my hi rahy ga? Kia laser treatment k sath tango k darmiyan say baal khatm krwaey ja sktay hn??
Kitchen my Goshat dhotay waqt jo chintay kaprao par lagtay hn kia wo napak hotay hn??
Assalam o Alaiqum:Jazak Allah khair for giving us opportunity to clarify our problems. I would like to ask you can man wear golden colour glasses or watches because gold is prohibited for men so golden colour is allowed or not? Thanks?
اسلام علیکم ورحمتہ اللہ وبرکاتہ Kya eid par orat ka hathon par mehndi lagna sunnat ma shamil hai ??
اسلام علیکم ورحمتہ اللہ وبرکاتہ کیا عورت کا عید پر مہندی لگانا سنت میں شامل ہے؟?
Assalam o alikum wrwb Main Australia main maqaam pazeer hoon. Yahan biscuits miltay hain jink baray main kaha jata hai k in main alcohol hai jis ka itna kam percentage istemal hua hai k baking k dauran urr jata hai ya itna kam percentage main hota hai k na honay k barabar. Isliye ingredients main likha bhi nahi jata . Aise biscuit ka istemal kaisa hai. ? Alcohol aur sharaab main farq samjhaye. Aur ye k Yahan pe kuch cheezon main alcohol hota hai magar kon baaton ko saamnay rakha jae k pata chalay k kis ko halal kahain aur kis ko haraam. Jaise k bread mein yeast istemal hoti hai. Toh alcohol bhi ingredient hua magar haraam nahi hoga.?