السلام علیکم ورحمتہ اللہ وبرکاتہ میرا گھر لاہور میں ہے اور میں اسلام آباد میں پڑھتی ہوں. گھر آنے جانے کے لیے اکیلے سفر کرنا پڑتا ہے. کیا یہ جائز ہے؟?
تفصیل/مزیدمعلومات
Assalamualaikum wr wb ek help chaiya thi apsy agr bank main it manager ya assistant manager ki job offer horhi ho tu kr lyni chaiya? Interest k koi issue tu ni hoga is mai.?
کیا بچی کا نام عجوہ رکھا جا سکتا ہے؟ بچی کا عجوہ نام رکھنا کیسا ہے؟?
Asalam o alikum wr wb, Kia main interview main apni salary barha kay bata sakta hun takay mujhay nai job main zada salary mil jaye? Kia ye jhoot kay zimray main ayega? Agar jhoot bol kay achi salary par job lag gai to kia wo paisay halal hongay??
A.a kiya ye Jo AJ Kal rawaj bnaya howa h k rishtay miltay nahi hn bachay bacheyoun k to teams bani hoi hn rishtay ho ya n ho rishtay jab b dikhana h larki k ho ya larkay k pahlay har dafa 1000ya2000mangtay hn phr rishtay dikha Tay hn kiya Dana jaiz h ya ye b Sood ki aik rasam h please reh numai farmain Sabi log bohat pareshan kiya howa hn logo n?
Thakay dar ki Jo Zameen Hoti h us k ushar k kiya hisab h ushar kasa diya jata h thakay k passay pooray kar k bad m Jo fasal bachti h us k ushar diya jata h ya sari ekhathi fasal k ushar nikala jata h tafseel s bata dain?
Agar mangni hoi ho larki ki or larkay walay ring da kar gay hon or bad m larkay walay ja kar khod hi rishtay sa inkar kare dain to kiya wo ring wapis Karni zarooori h agar wapis na karain to guna h or agar guna nahi to Ghar walay rakhlay ya larki ko dain dain kiya ye Ghar walon ki Marzi h ya larki ki k wo khod rakhay?
Assalamualaikum sahri k time kis waqat tak hota h kiya Azan k hotay howa Kuch kha pee saktay hn Kisi waqat kha saktay hn agar Azan k hotay howa kha pee lay rozay ho ga ya ni tafseeli jawab please jawab Gmail p send kar diya karo es pa password mushkil sa lagta h?
Agar Zameen h 18kilay ho or penshion wagara b ati ho or Kisi waja sa gari khareed na saktay hon to kiya bank sa gari nikalwa saktay hn?
Agar Quran pak neechay girl jay to kiya Kara sadqa wagara da ya koi fidya hota h Quran pak k agar hota h to kitna?