Assalamualikum Aisa shaks jo namazi hai likin Ap (SAW) ko hazir nazir janta hai, dua main pukarta hai or degar Allah walon ko bhi dua main pukarta hai tou aisay shaks ka zibha kia hoa janwaar kha saktay han? Or ka is ke hath ki qurbai jaiz hai (yani dosray ka janwaar zibha kar de). Or agar dua main tou or kisi ko nahi pukarta likin hazir nazir janta hai tou kaya humkam hai. Hawalay likhnay ki zaroorat nahi hai bas masla bata dain. JazakAllah?
تفصیل/مزیدمعلومات
Kya KFC ka chicken Halal hota hai??
Assalam o alikum wrwb Kia kangaroos gosht halal hai ya phir haraam??
اسلام علیکم ورحمۃ اللہ وبرکاتہ، کیا کھانے کے وقت سلام کرنے یا سلام کا جواب دینے کے لیے جائز ہیں؟?
Assalamualikum... in China we always worried about food. we buy chicken and mutton from muslims.. if we eat haram food by mistake then what should we do??
read more
اسلام عليكم ورحمة الله وبركاته حديث شريف میں آتا ہے ۔ کلونجی میں ہر مرض کے لیے شفا ہے ، سوائے موت کے۔ برائے مہربانی کلونجی کو استعمال کرنے کا طریقہ بتا دیں؟ 1 2 رسول پاک صلی اللہ علیہ والہ وسلم کے زمانہ مبارک میں کلونجی کو کیسے استعمال کیا جاتا تھا؟?
Is it permissible/halal to eat prawns and other sea food except fish? Is there any reward on killing lizard??
Assalamu alaikum wrwb Kya khane se pehle namak khana aur khane ke bd namak khana sunnat hain?
Mai India se hun Maggi kha sakte hai kya,???2mai hospital me duty krti hu n agar gair muslim kuch razana tiffin un ka kha skte kya or kuchh bahar se khana mangaye matlab bakery ya chai to kha pi sakte kya?
Mein Australia me rehti hoon. Hanafi maslak k mutabiq kia cheese jis mein janwar ka rennat istemaal hota he wo jaiz he k nahi? Aur agar jaiz he toh taqwa k nazdeek kia parhaiz behtar he ? Cheese mein kia haraam janwar k ashyaa istemaal hoti hen kia??