Question #: 2900
January 18, 2022
Assalamu Alaikum WRBT. Aik khatoon faut huin. Inki shadi nahin hui thi. In ki chauri hui chezzon main kuch naqad raqam, prize bonds, zewar, istamal-shuda aur gahir istamal-shuda bartan/gharailu istamal ki cheezain, silay/un-silay kapray shamil hain.
Kia istamal-shuda aur gahir istamal-shuda bartan/gharailu istamal ki cheezain aur silay/un-silay kapray bhi wirasat main shumar hin gay aur wurasa main taqseem hin gay? Rahnumai frama dijiay. Jazak Allah Khair.
Answer #: 2900
الجواب حامدا ومصلیا
مرحومہ نے انتقال کے وقت اپنی ملکیت میں جو کچھ مال، جائیداد، سونا، چاندی، نقدی، ہر قسم کا چھوٹا بڑا گھریلو ساز وسامان، گھریلو استعمال کی چیزیں، استعمال شدہ اور غیر استعمال شدہ برتن، سلےاوران سلے کپڑے جو کچھ چھوڑا ہو یہ سب مرحومہ کا ترکہ ہے۔
والله اعلم بالصواب
احقرمحمد ابوبکر صدیق غَفَرَاللہُ لَہٗ
دارالافتاء ، معہد الفقیر الاسلامی، جھنگ