24 Apr, 2024 | 15 Shawwal, 1445 AH

Question #: 2778

April 09, 2021

Assalam o alikum wrwb knBWEE kia shohar ka biwi ko ghussay mein ye keh daine se k mujhy tumhari koi zaroorat nahi hai Is se talaaq waqay hojati hai kia? Is baray mein tafseeli hukum batayye. Ya niyat talaq ki ho toh talaq waqea hogi? Ya shohar ki niyat ye ho k wo biwi se us khaas taaluq muraad lia ho toh waqea hogi? Biwi is soorat mein kia karay? Shohar se uski niyat kaise poochi jae agar talaq k honay mein niyat matloob hai toh? Biwi k liye kia ehkamaat hain

Answer #: 2778

الجواب حامدا ومصلیا

’’مجھے تمہاری کوئی ضرورت نہیں ہے‘‘ شوہر کے ان الفاظ سے  کوئی طلاق واقع نہیں ہوئی۔ خواہ کی طلاق کی نیت کی ہو۔

فی الفتاوى الهندية (1/ 375)

 ولو قال لا حاجة لي فيك ينوي الطلاق فليس بطلاق.

والله اعلم بالصواب

احقرمحمد ابوبکر صدیق غَفَرَاللّٰہُ لَہٗ

دارالافتاء ، معہد الفقیر الاسلامی، جھنگ